कौन रोकेगा अब ... मैं तो पी की नगरिया जाने लगी
कौन रोकेगा अब प्यार का रास्ता
मैं तो पी की नगरिया जाने लगी
आज बैठे-बिठाए ये क्या हो गया
दिल की हर बात आँखों में आने लगी
मैं तो पी की नगरिया …
( आ गए ) -2 मुस्कुराने के दिन
लड़खड़ाने के दिन गुनगुनाने के दिन
मैने पायल तो पाँवों में बाँधी नहीं
और आवाज़ घुँघरू की आने लगी
मैं तो पी की नगरिया …
कोई राहों में कलियाँ बिछाने लगा
और इशारों से मुझको बुलाने लगा
मैने दर्पण अभी तक तो देखा नहीं
( और बिंदिया ) -2 मगर झिलमिलाने लगी
मैं तो पी की नगरिया …
आज कैसी चली भीगी-भीगी पवन
सरसराने लगा मेरा नाज़ुक बदन
मैने पलकें अभी तक झुकाई नहीं
नींद क्यूँ मेरी आँखों में आने लगी
मैं तो पी की नगरिया …
kaun rokegā ab pyār kā rāstā
maiṅ to pī kī nagriyā jāne lagī
āj baiṭhe-biṭhāe ye kyā ho gayā
dil kī har bāt āṇkhoṅ meṅ āne lagī
maiṅ to pī kī nagriyā …
( ā gae ) -2 muskurāne ke din
laṛkhaṛāne ke din gungunāne ke din
maine pāyal to pāṇvoṅ meṅ bāṇdhī nahīṅ
aur āvāz ghuṇghrū kī āne lagī
maiṅ to pī kī nagriyā …
koī rāhoṅ meṅ kaliyāṇ bichhāne lagā
aur iśhāroṅ se mujhko bulāne lagā
maine darpaṇ abhī tak to dekhā nahīṅ
( aur biṅdiyā ) -2 magar jhilmilāne lagī
maiṅ to pī kī nagriyā …
āj kaisī chalī bhīgī-bhīgī pavan
sarasrāne lagā merā nāzuk badan
maine palkeṅ abhī tak jhukāī nahīṅ
nīṅd kyūṇ merī āṇkhoṅ meṅ āne lagī
maiṅ to pī kī nagriyā …