Kaun aayaa mere man ke dvaare paayal kee jhankaar lie

कौन आया मेरे मन के द्वारे पायल की झंकार लिए
Year
Language

कौन आया मेरे मन के द्वारे पायल की झनकार लिये

आँख ना जाने, दिल पहचाने, सुरतिया कुछ ऐसी
याद करूँ तो याद ना आये, मुरतिया ये कैसी
पागल मनवा सोच में डूबा सपनोंका संसार लिये

एक पल सोचू मेरी आशा रूप बदल कर आई
दूजे पल फिर ध्यान ये आये, हो न कहीं परछाई
जो परदेसी के घर आई एक अनोखा प्यार लिए

kaun āyā mere man ke dvāre pāyal kī jhankār liye

āṇkh nā jāne, dil pahchāne, surtiyā kuchh aisī
yād karūṇ to yād nā āye, murtiyā ye kaisī
pāgal manvā soch meṅ ḍūbā sapnoṅkā saṅsār liye

ek pal sochū merī āśhā rūp badal kar āī
dūje pal phir dhyān ye āye, ho na kahīṅ parchhāī
jo pardesī ke ghar āī ek anokhā pyār lie