कटते हैं दुख में ये दिन, पहलू बदल बदल के
कटते हैं दुख में ये दिन, पहलू बदल बदल के - 2
रहते हैं दिल के दिल में, अरमाँ मचल मचल के
कटते हैं …
तड़पाएगा कहाँ तक, ऐ दद.र-ए-दिल बता
रुसवा कहीं न कर दें, आँसू निकल निकल के
कटते हैं …
ये ख्वाब पर जो चमके, ?
फेंका गया है दिल का, गुँचा कुचल कुचल के
कटते हैं …
उल्फ़त की ठोकरों से, आखिर न बच सका दिल
आखिर न बच सका दिल
जितने कदम उठाए, हमने सम्भल सम्भल के
कटते हैं …
kaṭte haiṅ dukh meṅ ye din, pahlū badal badal ke - 2
rahte haiṅ dil ke dil meṅ, armāṇ machal machal ke
kaṭte haiṅ …
taṛpāegā kahāṇ tak, ai dad.ra-e-dil batā
rusvā kahīṅ na kar deṅ, āṇsū nikal nikal ke
kaṭte haiṅ …
ye khvāb par jo chamke, ?
pheṅkā gayā hai dil kā, guṇchā kuchal kuchal ke
kaṭte haiṅ …
ulfat kī ṭhokroṅ se, ākhir na bach sakā dil
ākhir na bach sakā dil
jitne kadam uṭhāe, hamne sambhal sambhal ke
kaṭte haiṅ …