Katraa katraa miltee hai

कतरा कतरा मिलती है
Work
Year
Language

कतरा कतरा मिलती है
कतरा कतरा जीने दो
ज़िंदगी है, बहने दो
प्यासी हूँ मैं प्यासी रहने दो

तुमने तो आकाश बिछाया
मेरे नंगे पैरों में ज़मीन है
देखे तो तुम्हारी आरज़ू है
शायद ऐसे ज़िन्दगी हसीन है
आरज़ू में बहने दो
प्यासी हूँ मैं प्यासी रहने दो

कल भी तो कुछ ऐसा ही हुआ था
नींद में थी तुमने जब छुआ था
गिरते गिरते बाहों में बची मैं
सपने पे पाँव पड़ गया था
सपनों में रहने दो
प्यासी हूँ मैं प्यासी रहने दो

katrā katrā miltī hai
katrā katrā jīne do
ziṅdgī hai, bahne do
pyāsī hūṇ maiṅ pyāsī rahne do

tumne to ākāśh bichhāyā
mere naṅge pairoṅ meṅ zamīn hai
dekhe to tumhārī ārazū hai
śhāyad aise zindgī hasīn hai
ārazū meṅ bahne do
pyāsī hūṇ maiṅ pyāsī rahne do

kal bhī to kuchh aisā hī huā thā
nīṅd meṅ thī tumne jab chhuā thā
girte girte bāhoṅ meṅ bachī maiṅ
sapne pe pāṇv paṛ gayā thā
sapnoṅ meṅ rahne do
pyāsī hūṇ maiṅ pyāsī rahne do