Kate Nahi Katate Ye Din Ye Raat

काटे नहीं कटते ये दिन ये रात ... लो आज मैं कहता हूँ ई लोवे योउ
Work
Year
Language

काटे नहीं कटते ये दिन ये रात
कहनी थी तुमसे जो दिल की बात
लो आज मैं कहता हूँ I love you

कोई नहीं बस तुम हो साथ
कहनी थी तुमसे जो दिल की बात
लो आज मैं कहती हूँ I love you

कैसी हवा है
धुली धुली
आज फ़िज़ा हैं
खिली खिली
सारा नज़ारा
नया नया
दिल ने पुकारा
पिया पिया
तुमने जो ली अंगड़ाई है फिर बात वही याद आई है
लो आज मैं कहता …

love you
महका महका
तेरा बदन
बहका बहका
मेरा ये मन
छलका छलका
रूप तेरा
हल्का हल्का
नशा मेरा
जब आ ही गई मैं पास तेरे कह दूं जो दिल में है मेरे
लो आज मैं कहती …

kāṭe nahīṅ kaṭte ye din ye rāt
kahnī thī tumse jo dil kī bāt
lo āj maiṅ kahtā hūṇ I love you

koī nahīṅ bas tum ho sāth
kahnī thī tumse jo dil kī bāt
lo āj maiṅ kahtī hūṇ I love you

kaisī havā hai
dhulī dhulī
āj fizā haiṅ
khilī khilī
sārā nazārā
nayā nayā
dil ne pukārā
piyā piyā
tumne jo lī aṅgaṛāī hai phir bāt vahī yād āī hai
lo āj maiṅ kahtā …

love you
mahkā mahkā
terā badan
bahkā bahkā
merā ye man
chhalkā chhalkā
rūp terā
halkā halkā
naśhā merā
jab ā hī gaī maiṅ pās tere kah dūṅ jo dil meṅ hai mere
lo āj maiṅ kahtī …