कतर डाले हैं पर सय्याद ने वरना ये दिखलाते
कतर डाले हैं पर सय्याद ने, वरना ये दिखलाते -2
जहाँ भी जाके तू छुपता, वहीं उड़कर चले आते
कतर डाले हैं पर …
अगर ये जानते सुन लेगी दुनिया धड़कनें दिल की -2
भरी महफ़िल में तेरे प्यार के नग़में नहीं गाते
कतर डाले हैं पर …
शिकायत क्या करें दुनिया से, जब तक धीर हो अपनी -2
भरोसा करते क़िस्मत पे, न यूँ दिन रात पछताते
कतर डाले हैं पर …
हमारे हाल का कुछ ग़म न करना, अब हमारा क्या
अगर पहलू से बच जाते तो तूफ़ानों से टकराते
कतर डाले हैं पर …
katar ḍāle haiṅ par sayyād ne, varnā ye dikhlāte -2
jahāṇ bhī jāke tū chhuptā, vahīṅ uṛkar chale āte
katar ḍāle haiṅ par …
agar ye jānte sun legī duniyā dhaṛakneṅ dil kī -2
bharī mahafil meṅ tere pyār ke naġhmeṅ nahīṅ gāte
katar ḍāle haiṅ par …
śhikāyat kyā kareṅ duniyā se, jab tak dhīr ho apnī -2
bharosā karte qismat pe, na yūṇ din rāt pachhtāte
katar ḍāle haiṅ par …
hamāre hāl kā kuchh ġham na karnā, ab hamārā kyā
agar pahlū se bach jāte to tūfānoṅ se ṭakrāte
katar ḍāle haiṅ par …