Kasmen vaaden pyaar vafaa sab, baaten hain baaton kaa k‌yaa

कसमें वादें प्यार वफ़ा सब, बातें हैं बातों का क्‌या
Work
Year
Language

कसमे वादे प्यार वफ़ा सब, बातें हैं बातों का क्‌या
कोई किसी का नहीं ये झूठे, नाते हैं नातों का क्‌या
कसमे वादे प्यार वफ़ा सब, बातें हैं बातों का क्‌या

होगा मसीहा …
होगा मसीहा सामने तेरे
फिर भी न तू बच पायेगा
तेरा अपनाऽऽऽ आऽऽऽ
तेर अपना खून ही आखिर
तुझको आग लगायेगा
आसमान में …
आसमान मे उड़ने वाले मिट्टी में मिल जायेगा
कसमे वादे प्यार वफ़ा सब, बातें हैं बातों का क्‌या

सुख में तेरे …
सुख में तेरे साथ चलेंगे
दुख में सब मुख मोड़ेंगे
दुनिया वाले …
दुनिया वाले तेरे बनकर
तेरा ही दिल तोड़ेंगे
देते हैं …
देते हैं भगवान को धोखा, इनसां को क्‌या छोड़ेंगे
कसमे वादे प्यार वफ़ा सब, बातें हैं बातों का क्‌या

kasme vāde pyār vafā sab, bāteṅ haiṅ bātoṅ kā k‌yā
koī kisī kā nahīṅ ye jhūṭhe, nāte haiṅ nātoṅ kā k‌yā
kasme vāde pyār vafā sab, bāteṅ haiṅ bātoṅ kā k‌yā

hogā masīhā …
hogā masīhā sāmne tere
phir bhī na tū bach pāyegā
terā apnā''' ā'''
ter apnā khūn hī ākhir
tujhko āg lagāyegā
āsmān meṅ …
āsmān me uṛne vāle miṭṭī meṅ mil jāyegā
kasme vāde pyār vafā sab, bāteṅ haiṅ bātoṅ kā k‌yā

sukh meṅ tere …
sukh meṅ tere sāth chaleṅge
dukh meṅ sab mukh moṛeṅge
duniyā vāle …
duniyā vāle tere bankar
terā hī dil toṛeṅge
dete haiṅ …
dete haiṅ bhagvān ko dhokhā, insāṅ ko k‌yā chhoṛeṅge
kasme vāde pyār vafā sab, bāteṅ haiṅ bātoṅ kā k‌yā