Karte Hain Hum Pyaar Mr. India Se

अरे करते हैं हम प्यार ंइस्तेर ईन्दिअ से
Work
Year
Language

अरे करते हैं हम प्यार Mister India से
हमको मिलना सौ बार Mister India से
है मिलना क्‌या जो न दिखाई दे
बेचारा सिर्फ़ सुनाई दे
अरे क्‌या रखा है ऐसे Mister India में
अरे करते हैं हम प्यार …

जाने कैसा जादूगर है वो अनदेखा अनजाना
उसकी दीवानी बन जा कहता है दिल दीवाना
क्‌यों उसकी दीवानी बनती हो
तुम खुद भी किसी से कम तो नहीं
वो कोई Atom bomb तो नहीं
अरे क्‌या रखा है ऐसे …

मुझको ले आया है राही जाने कैसी राहों में
दिन में भी ये सपनें देखूं मैं हूँ उसकी बाहों में
तुम तो बेकार तरसती हो
उस काम का मैं भी माहिर हूँ
वो ग़ायब है मैं हाज़िर हूँ
अरे करते हैं हम प्यार …

मेरे सपनों का वो राजा
डिंग डांग डिंग डांग डांग
पागल अब तो होश में आजा
डिंग डांग डिंग डांग डांग
कितना है वो हिम्मत वाला
होगा एक दिन तो मुँह काला
उसके जैसा नहीं है दूजा
जोगन मत कर इतनी पूजा
वो कोई ऐसा वैसा नहीं
इक दिन तुमको दिखला दूंगी इक दिन समझा दूंगी
कि क्‌या रखा है मेरे Mister India में
अरे मिलना है बेकार Mister India से
छोड़ो मिलना सरकार Mister India से
अरे करते हैं हम प्यार …

are karte haiṅ ham pyār Mister India se
hamko milnā sau bār Mister India se
hai milnā k‌yā jo na dikhāī de
bechārā sirf sunāī de
are k‌yā rakhā hai aise Mister India meṅ
are karte haiṅ ham pyār …

jāne kaisā jādūgar hai vo andekhā anjānā
uskī dīvānī ban jā kahtā hai dil dīvānā
k‌yoṅ uskī dīvānī bantī ho
tum khud bhī kisī se kam to nahīṅ
vo koī Atom bomb to nahīṅ
are k‌yā rakhā hai aise …

mujhko le āyā hai rāhī jāne kaisī rāhoṅ meṅ
din meṅ bhī ye sapneṅ dekhūṅ maiṅ hūṇ uskī bāhoṅ meṅ
tum to bekār tarastī ho
us kām kā maiṅ bhī māhir hūṇ
vo ġhāyab hai maiṅ hāzir hūṇ
are karte haiṅ ham pyār …

mere sapnoṅ kā vo rājā
ḍiṅg ḍāṅg ḍiṅg ḍāṅg ḍāṅg
pāgal ab to hośh meṅ ājā
ḍiṅg ḍāṅg ḍiṅg ḍāṅg ḍāṅg
kitnā hai vo himmat vālā
hogā ek din to muṇh kālā
uske jaisā nahīṅ hai dūjā
jogan mat kar itnī pūjā
vo koī aisā vaisā nahīṅ
ik din tumko dikhlā dūṅgī ik din samjhā dūṅgī
ki k‌yā rakhā hai mere Mister India meṅ
are milnā hai bekār Mister India se
chhoṛo milnā sarkār Mister India se
are karte haiṅ ham pyār …