करूँ क्या आस निरास भई - 4
दिया बुझे फिर से जल जाये
रात अंधेरी जाये दिन आये
मिटती आस है ज्योत अंखियन की - 2
समझ गई तो गई
करूँ क्य …
जब ना किसीने राह सुझाई
दिलसे एक आवाज़ ये आई
हिम्मत बांध सम्भल बढ़ आगे, रोक नहीं है कोई,
करूँ क्या आस निरास …
करना होगा खून को पानी
देनी होगी हर क़ुरबानी
हिम्मत है तो इतना समझ ले, आस बंधेगी नई,
करूं क्य आस निरास …
karūṇ kyā ās nirās bhaī - 4
diyā bujhe phir se jal jāye
rāt aṅdherī jāye din āye
miṭtī ās hai jyot aṅkhiyan kī - 2
samajh gaī to gaī
karūṇ kya …
jab nā kisīne rāh sujhāī
dilse ek āvāz ye āī
himmat bāṅdh sambhal baṛh āge, rok nahīṅ hai koī,
karūṇ kyā ās nirās …
karnā hogā khūn ko pānī
denī hogī har qurbānī
himmat hai to itnā samajh le, ās baṅdhegī naī,
karūṅ kya ās nirās …