कर के बदनाम मेरी नींदें हराम्
छेड़ यूँ करती है दुनिया तेरे नाम के साथ
हँस के लेती है मेरा नाम तेरे नाम के साथ
कर के बदनाम मेरी नींदें हराम
कहाँ चला गया तू कहाँ चला गया
करने को बातें करूँ तुझ से ख़यालों में
फिर भी न माने दिल तो क्या करूँ
कब तक भिगोया करूँ अश्कों से पलकें
कब तक जुदाई में आहें भरूँ
जब से हुई शाम मुझे रोने से काम
कहाँ चला गया …
भटके नज़र मेरी बन में चमन में
चैन मैं दिल का कहीं भी पाऊँ न
दिल में भड़क चले शोले जुदाई के
हाय इन्हीं में कहीं जल जाऊँ न
हो न बदनाम कहीं तेरा ही नाम
कहाँ चला गया …
chheṛ yūṇ kartī hai duniyā tere nām ke sāth
hṇs ke letī hai merā nām tere nām ke sāth
kar ke badnām merī nīṅdeṅ harām
kahāṇ chalā gayā tū kahāṇ chalā gayā
karne ko bāteṅ karūṇ tujh se khayāloṅ meṅ
phir bhī na māne dil to kyā karūṇ
kab tak bhigoyā karūṇ aśhkoṅ se palkeṅ
kab tak judāī meṅ āheṅ bharūṇ
jab se huī śhām mujhe rone se kām
kahāṇ chalā gayā …
bhaṭke nazar merī ban meṅ chaman meṅ
chain maiṅ dil kā kahīṅ bhī pāūṇ na
dil meṅ bhaṛak chale śhole judāī ke
hāy inhīṅ meṅ kahīṅ jal jāūṇ na
ho na badnām kahīṅ terā hī nām
kahāṇ chalā gayā …