Kar de zaraa ishaaraa

कर दे ज़रा इशारा
Work
Year
Language

कर दे ज़रा इशारा
तेरे नाम का सहारा -2

छाई हुई सियाही
भटका हुआ है राहि
सर पर खड़ी तबाही -2
तेरी रज़ा से चमके, डूबा हुआ सितारा
तेरे नाम का सहारा …

अंजाम ज़िंदगी का
दिल को डरा रहा है
तूफ़ान आ रहा है -2
तू ही उसे बचा ले, दुनिया ने जिस को मारा
तेरे नाम का सहारा …

कर दे ज़रा इशारा
तेरे नाम का सहारा

kar de zarā iśhārā
tere nām kā sahārā -2

chhāī huī siyāhī
bhaṭkā huā hai rāhi
sar par khaṛī tabāhī -2
terī razā se chamke, ḍūbā huā sitārā
tere nām kā sahārā …

aṅjām ziṅdgī kā
dil ko ḍarā rahā hai
tūfān ā rahā hai -2
tū hī use bachā le, duniyā ne jis ko mārā
tere nām kā sahārā …

kar de zarā iśhārā
tere nām kā sahārā