कल मैने खुली आँख से इक सपना देखा ... ई लोवे योउ.
कल मैने खुली आँख से इक सपना देखा
भोला प्यारा चाँद सा एक मुखड़ा देखा
है वो लाखों में एक हसीना दिल मेरा जिसने है छीना
कहते हैं सब उसको प्यार से आशा
आशा I love you.
मैने भी इक प्यारा प्यारा सपना देखा
पर सपने में अलबेला एक लड़का देखा
जादू किया है उसने दिल छीन लिया है उसने
कहते हैं सब उसको प्यार से जानम
जानम I love you.
इस दिल की तुम धड़कन हो धड़कन में छुपा प्यार हो
इक अरमान हो मेरे दिल की आस हो मेरी साँसों की झंकार हो
इस दिल की तुम चाहत हो चाहत में छुपा राज़ हो
सरगम हो तुम मेरी इक नग़्मा हो तुम मेरे दिल की आवाज़ हो
जानम I love you. …
प्यारा समां ये दिल है जवां आज चुप हैं ज़मीं आसमां
नज़रें जो मिलीं ये कलियां खिलीं बन गई इक नई दास्तां
हो ये मस्तियां यारा ये शोखियां मुझे लगने लगी हैं
अब तुम जो मिले मुझे ऐसा लगा जैसे बहार आ गई
आशा I love you. …
kal maine khulī āṇkh se ik sapnā dekhā
bholā pyārā chāṇd sā ek mukhaṛā dekhā
hai vo lākhoṅ meṅ ek hasīnā dil merā jisne hai chhīnā
kahte haiṅ sab usko pyār se āśhā
āśhā I love you.
maine bhī ik pyārā pyārā sapnā dekhā
par sapne meṅ albelā ek laṛkā dekhā
jādū kiyā hai usne dil chhīn liyā hai usne
kahte haiṅ sab usko pyār se jānam
jānam I love you.
is dil kī tum dhaṛkan ho dhaṛkan meṅ chhupā pyār ho
ik armān ho mere dil kī ās ho merī sāṇsoṅ kī jhaṅkār ho
is dil kī tum chāhat ho chāhat meṅ chhupā rāz ho
sargam ho tum merī ik naġhmā ho tum mere dil kī āvāz ho
jānam I love you. …
pyārā samāṅ ye dil hai javāṅ āj chup haiṅ zamīṅ āsmāṅ
nazreṅ jo milīṅ ye kaliyāṅ khilīṅ ban gaī ik naī dāstāṅ
ho ye mastiyāṅ yārā ye śhokhiyāṅ mujhe lagne lagī haiṅ
ab tum jo mile mujhe aisā lagā jaise bahār ā gaī
āśhā I love you. …