कल की दौलत , आज की खुशियाँ
कल की दौलत, आज की खुशियाँ
उन की महफ़िल, अपनी गलियाँ
असली क्या है, नकली क्या है, पूछो दिल से मेरे
तोड़ के झूठे नाते रिश्ते, आया मैं दिलवालों में
सच कहता हूँ चोर थे ज़्यादा दौलत के रखवालों में
उस दुनिया ने बात ना पूछी, इस दुनिया ने प्यार दिया
बैठा मन के राजमहल में सपनों का संसार दिया
आसमानपर रहनेवालो धरती को तो पहचानो
फूल इसी मिट्टी में महके तुम मानो या न मानो
kal kī daulat, āj kī khuśhiyāṇ
un kī mahafil, apnī galiyāṇ
aslī kyā hai, naklī kyā hai, pūchho dil se mere
toṛ ke jhūṭhe nāte riśhte, āyā maiṅ dilvāloṅ meṅ
sach kahtā hūṇ chor the zyādā daulat ke rakhvāloṅ meṅ
us duniyā ne bāt nā pūchhī, is duniyā ne pyār diyā
baiṭhā man ke rājamahal meṅ sapnoṅ kā saṅsār diyā
āsmānapar rahnevālo dhartī ko to pahchāno
phūl isī miṭṭī meṅ mahke tum māno yā na māno