कल जलेगा चाँद सारी रात
रात भर होती रहेगी आग की बरसात
बज रहे थे घुँघरू जो बादलों के पाँव में
कल वही रोएँगे झर-झर आस्माँ की छाँव में
कह न पाएँगे सितारे अपने दिल की बात
कल जलेगा चाँद …
तुम उधर सो जाओगे सपनों के मीठे राग में
मैं इधर जलती रहूँगी चाँदनी की आग में
ख़ून बन कर दिल बहेगा आँसुओं के साथ
कल जलेगा चाँद …
kal jalegā chāṇd sārī rāt
rāt bhar hotī rahegī āg kī barsāt
baj rahe the ghuṇghrū jo bādloṅ ke pāṇv meṅ
kal vahī roeṇge jhar-jhar āsmāṇ kī chhāṇv meṅ
kah na pāeṇge sitāre apne dil kī bāt
kal jalegā chāṇd …
tum udhar so jāoge sapnoṅ ke mīṭhe rāg meṅ
maiṅ idhar jaltī rahūṇgī chāṇdnī kī āg meṅ
khūn ban kar dil bahegā āṇsuoṅ ke sāth
kal jalegā chāṇd …