कैसा जादू बलम तूने डारा
हो कैसा जादू बलम तूने डारा
खो गया नन्हा सा दिल हमारा
कैसा जादू बलम तूने डारा
खो गया नन्हा सा दिल हमारा
कैसा जादू
( कोई तेरी तरह दिल न छीने
हो गई मैं पसीने-पसीने ) -2
तोबा-तोबा -2
तोबा-तोबा नज़र का इशारा
खो गया नन्हा सा दिल हमारा
कैसा जादू बलम तूने डारा
खो गया नन्हा सा दिल हमारा
कैसा जादू
( डगमगाये क़दम चलते-चलते
तुमने छेड़ा तो हम क्या सम्भलते ) -2
लो चले -2
लो चले नाम ले कर तुम्हारा
खो गया नन्हा सा दिल हमारा
कैसा जादू बलम तूने डारा
खो गया नन्हा सा दिल हमारा
कैसा जादू
( होश भी थोड़ा-थोड़ा नशा भी
दर्द भी थोड़ा-थोड़ा मज़ा भी ) -2
तीर सैंयाँ -2
तीर सैंयाँ अजब तूने मारा
खो गया नन्हा सा दिल हमारा
कैसा जादू बलम तूने डारा
खो गया नन्हा सा दिल हमारा
कैसा जादू
kaisā jādū balam tūne ḍārā
ho kaisā jādū balam tūne ḍārā
kho gayā nanhā sā dil hamārā
kaisā jādū balam tūne ḍārā
kho gayā nanhā sā dil hamārā
kaisā jādū
( koī terī tarah dil na chhīne
ho gaī maiṅ pasīne-pasīne ) -2
tobā-tobā -2
tobā-tobā nazar kā iśhārā
kho gayā nanhā sā dil hamārā
kaisā jādū balam tūne ḍārā
kho gayā nanhā sā dil hamārā
kaisā jādū
( ḍagamgāye qadam chalte-chalte
tumne chheṛā to ham kyā sambhalte ) -2
lo chale -2
lo chale nām le kar tumhārā
kho gayā nanhā sā dil hamārā
kaisā jādū balam tūne ḍārā
kho gayā nanhā sā dil hamārā
kaisā jādū
( hośh bhī thoṛā-thoṛā naśhā bhī
dard bhī thoṛā-thoṛā mazā bhī ) -2
tīr saiṅyāṇ -2
tīr saiṅyāṇ ajab tūne mārā
kho gayā nanhā sā dil hamārā
kaisā jādū balam tūne ḍārā
kho gayā nanhā sā dil hamārā
kaisā jādū