कहता है ये दिल चल उनसे मिल्
कहता है ये दिल
कहता है ये दिल चल उनसे मिल
उठते हैं क़दम रुक जाते हैं -2
दिल हमको कभी
दिल हमको कभी समझाता है
हम दिल को कभी समझाते हैं -2
दिल आका उनसे प्रीत हुई
ये हार हुई या जीत हुई
वो जान के धोखा देते हैं
हम जान के धोखा खाते हैं -2
सीने में खटक सी बाकी है
मिलने में झिझक सी बाकी है
नज़रों को भी लाज आती है
अरमान अभी शरमाते हैं -2
कहता है ये दिल चल उनसे मिल
उठते हैं क़दम रुक जाते हैं -2
बहकी है नज़र बेताब है दिल
बेरंग है हर रंगीं महफ़िल
क्या प्यार की पहली मंज़िल में
ऐसे भी ज़माने आते हैं -2
कहता है ये दिल चल उनसे मिल्
kahtā hai ye dil
kahtā hai ye dil chal unse mil
uṭhte haiṅ qadam ruk jāte haiṅ -2
dil hamko kabhī
dil hamko kabhī samjhātā hai
ham dil ko kabhī samjhāte haiṅ -2
dil ākā unse prīt huī
ye hār huī yā jīt huī
vo jān ke dhokhā dete haiṅ
ham jān ke dhokhā khāte haiṅ -2
sīne meṅ khaṭak sī bākī hai
milne meṅ jhijhak sī bākī hai
nazroṅ ko bhī lāj ātī hai
armān abhī śharmāte haiṅ -2
kahtā hai ye dil chal unse mil
uṭhte haiṅ qadam ruk jāte haiṅ -2
bahkī hai nazar betāb hai dil
beraṅg hai har raṅgīṅ mahafil
kyā pyār kī pahlī maṅzil meṅ
aise bhī zamāne āte haiṅ -2
kahtā hai ye dil chal unse mil