कहूँ का से मैं मन की बात्
आऽ आऽ आऽ आऽ
कहूँ का से मैं
कहूँ का से मैं मन की बात जियरवा हाले डोले हो -2
तड़प सीने में दिल पे हाथ जियरवा हाले डोले हो
आऽ आऽ आऽ आऽ
खुशी भी हो रही है आँख भी शरमायी जाती है -2
कहे कैसे कोइ ये दिल की लगी नहीं बतलायी जाती है -2
नहीं बतलायी जाती है, ये नहीं बतलायी जाती है
मेरी तमन्ना है मेरे साथ जियरवा हाले डोले हो
कहूँ का से मैं
कहूँ का से मैं मन की बात …
बसती है नैनों की गलियाँ, हैं अब जीवन में रंगरलियाँ -2
झूम झूम झूम के आयी बहारें कैसे खिली हैं ये कलीयाँ -2
हैं अब जीवन में रंगरलियाँ
दिन सुनेहरे सुहानी है रात जियरवा हाले डोले हो
कहूँ का से मैं
कहूँ का से मैं मन कि बात …
ā' ā' ā' ā'
kahūṇ kā se maiṅ
kahūṇ kā se maiṅ man kī bāt jiyarvā hāle ḍole ho -2
taṛap sīne meṅ dil pe hāth jiyarvā hāle ḍole ho
ā' ā' ā' ā'
khuśhī bhī ho rahī hai āṇkh bhī śharmāyī jātī hai -2
kahe kaise koi ye dil kī lagī nahīṅ batlāyī jātī hai -2
nahīṅ batlāyī jātī hai, ye nahīṅ batlāyī jātī hai
merī tamannā hai mere sāth jiyarvā hāle ḍole ho
kahūṇ kā se maiṅ
kahūṇ kā se maiṅ man kī bāt …
bastī hai nainoṅ kī galiyāṇ, haiṅ ab jīvan meṅ raṅgarliyāṇ -2
jhūm jhūm jhūm ke āyī bahāreṅ kaise khilī haiṅ ye kalīyāṇ -2
haiṅ ab jīvan meṅ raṅgarliyāṇ
din sunehre suhānī hai rāt jiyarvā hāle ḍole ho
kahūṇ kā se maiṅ
kahūṇ kā se maiṅ man ki bāt …