कहो सजना मेरे बिन कैसे रहे इतने दुख तुम सहे
कहो सजना मेरे बिन कैसे रहे इतने दुख तुम सहे
कहो सजना …
मेरी कभी याद आती थी तुमको
मेरी तरह क्या रुलाती थी तुमको
आके ज़रा मेरी आँखों में देखो कितने आंसू बहे
कहो सजना …
आके मुझे तुम गले से लगा लो
जाओगे फिर ना कसम मेरी खा लो
हाल जिया का मैने बताया तुम तो कुछ ना कहे
कहो सजना …
बीते दिनों को चलो भूल जाओ
आँखों से ऐसे ना मोती बहाओ
सजनी ये तुझको बताना है मुश्किल
कितने दुख हम सहे तेरे बिन कैसे रहे
kaho sajnā mere bin kaise rahe itne dukh tum sahe
kaho sajnā …
merī kabhī yād ātī thī tumko
merī tarah kyā rulātī thī tumko
āke zarā merī āṇkhoṅ meṅ dekho kitne āṅsū bahe
kaho sajnā …
āke mujhe tum gale se lagā lo
jāoge phir nā kasam merī khā lo
hāl jiyā kā maine batāyā tum to kuchh nā kahe
kaho sajnā …
bīte dinoṅ ko chalo bhūl jāo
āṇkhoṅ se aise nā motī bahāo
sajnī ye tujhko batānā hai muśhkil
kitne dukh ham sahe tere bin kaise rahe