Kahnaa hai, kahnaa hai, aaj tumse ye pahlee baar

कहना है, कहना है, आज तुमसे ये पहली बार
Work
Year
Language

कहना है, कहना है, आज तुमसे ये पहली बार
तुम ही तो लाई हो जीवन में मेरे, प्यार, प्यार, प्यार

तुमसे कहनेवाली और भी हैं प्यारी बातें
सामने सबके बोलो कैसे कह दूँ सारी बातें
आज मगर बस इतना ही करना है इकरार

कबसे दिलने मेरे मान लिया है तुमको अपना
आँखे मेरी देख रही है, जागते सोते ये सपना
मेरे गले में डाल रही हो तुम बाहों का हार

kahnā hai, kahnā hai, āj tumse ye pahlī bār
tum hī to lāī ho jīvan meṅ mere, pyār, pyār, pyār

tumse kahnevālī aur bhī haiṅ pyārī bāteṅ
sāmne sabke bolo kaise kah dūṇ sārī bāteṅ
āj magar bas itnā hī karnā hai ikrār

kabse dilne mere mān liyā hai tumko apnā
āṇkhe merī dekh rahī hai, jāgte sote ye sapnā
mere gale meṅ ḍāl rahī ho tum bāhoṅ kā hār