Kahnaa hai, kahnaa hai

कहना है, कहना है
Work
Year
Language

कहना है, कहना है (slow)

कहना है, कहना है, आज तुमसे ये पहली बार, हो
तुम ही, तो लाई हो, जीवन में मेरे, प्यार प्यार प्यार - (2)

तुमसे, कहने वाली, और भी हैं, प्यारी बातें
सामने सबके कैसे, कह दूं मैं वो, प्यारी बातें
आज मुझे बस इतना ही अब करना है इक़रार
तुम ही तो लाई हो …

कब से, दिल ने मेरे, मान लिया है तुझको अपना
आँखें मेरी देख राही हैं सोते उठते ये सपना
मेरे गले में डाल राही हो तुम बाहों का हार
तुम ही तो लाई हो …

kahnā hai, kahnā hai (slow)

kahnā hai, kahnā hai, āj tumse ye pahlī bār, ho
tum hī, to lāī ho, jīvan meṅ mere, pyār pyār pyār - (2)

tumse, kahne vālī, aur bhī haiṅ, pyārī bāteṅ
sāmne sabke kaise, kah dūṅ maiṅ vo, pyārī bāteṅ
āj mujhe bas itnā hī ab karnā hai iqrār
tum hī to lāī ho …

kab se, dil ne mere, mān liyā hai tujhko apnā
āṇkheṅ merī dekh rāhī haiṅ sote uṭhte ye sapnā
mere gale meṅ ḍāl rāhī ho tum bāhoṅ kā hār
tum hī to lāī ho …