कहीं चल ना दे रात का क्या ठिकाना
आ: कहीं चल ना दे रात का क्या ठिकाना
इधर आओ ज़ुल्फ़ों में तुमको छिपा लें
र: कहीं देख ले फिर न हमको ज़माना
कहो तो सितारों के दीपक बुझा दें
आ: ये रात आई है मिल भी लो चुपके-चुपके
गुज़र जाए कब ये न जाने
र: नज़र आज मिलाएँ हम-तुम कुछ ऐसी
ठहर जाएँ जाते ज़माने
आ: नसीबों से मिलता है ये समाँ
कहीं देख ले फिर …
र: तेरी ज़ुल्फ़ छू ली तो आवारा बादल
महकने बहकने लगा है
आ: झुका चाँद का सर घटाओं का आँचल
सरकने ढलकने लगा है
र: तो फिर छेड़ दो दिल की दास्ताँ
कहीं चल न दे …
ā: kahīṅ chal nā de rāt kā kyā ṭhikānā
idhar āo zulfoṅ meṅ tumko chhipā leṅ
ra: kahīṅ dekh le phir na hamko zamānā
kaho to sitāroṅ ke dīpak bujhā deṅ
ā: ye rāt āī hai mil bhī lo chupke-chupke
guzar jāe kab ye na jāne
ra: nazar āj milāeṇ ham-tum kuchh aisī
ṭhahar jāeṇ jāte zamāne
ā: nasīboṅ se miltā hai ye samāṇ
kahīṅ dekh le phir …
ra: terī zulf chhū lī to āvārā bādal
mahakne bahakne lagā hai
ā: jhukā chāṇd kā sar ghaṭāoṅ kā āṇchal
sarakne ḍhalakne lagā hai
ra: to phir chheṛ do dil kī dāstāṇ
kahīṅ chal na de …