Kahe jhoom jhoom raat ye suhaanee

कहे झूम झूम रात ये सुहानी
Year
Language

कहे झूम झूम रात ये सुहानी
पिया हौले से छेड़ो दुबारा, वही कल की रसीली कहानी

सुन के जिसे दिल मेरा धड़का, लाज के सर से आँचल सरका
रात ने ऐसा जादू फेरा और ही निकला रंग सहर का

मस्तीभरी ये खामोशी, चुप हूँ खड़ी देखो मैं खोई सी
देख रही हूँ मैं एक सपना, कुछ जागी सी, कुछ सोई सी

तन भी तुम्हारा, मन भी तुम्हारा, तुम से ही बालम जग उजियारा
रोम रोम मेरा आज मनाये, छूटे कभी ना साथ हमारा

kahe jhūm jhūm rāt ye suhānī
piyā haule se chheṛo dubārā, vahī kal kī rasīlī kahānī

sun ke jise dil merā dhaṛkā, lāj ke sar se āṇchal sarkā
rāt ne aisā jādū pherā aur hī niklā raṅg sahar kā

mastībhrī ye khāmośhī, chup hūṇ khaṛī dekho maiṅ khoī sī
dekh rahī hūṇ maiṅ ek sapnā, kuchh jāgī sī, kuchh soī sī

tan bhī tumhārā, man bhī tumhārā, tum se hī bālam jag ujiyārā
rom rom merā āj manāye, chhūṭe kabhī nā sāth hamārā