Kahaan teree manzil kahaan hai thikaanaa

कहाँ तेरी मंज़िल कहाँ है ठिकाना
Work
Year
Language

कहाँ तेरी मंज़िल कहाँ है ठिकाना
मुसाफ़िर बता दे कहाँ तुझको जाना -2
कहाँ तेरी मंज़िल …

गगन में उड़ने वालों का भी गुलशन रैन-बसेरा है
घर की ओर चले राही तो धुँधली शाम सवेरा है
सूरज-चाँद-सितारे हैं तो उनकी भी मंज़िल है
मंज़िल है तो जहाँ भी जाए राह तेरी झिलमिल है
बिन मंज़िल बेकार है ग़ाफ़िल ) -2 क़दम भी उठाना
मुसाफ़िर बता दे …

kahāṇ terī maṅzil kahāṇ hai ṭhikānā
musāfir batā de kahāṇ tujhko jānā -2
kahāṇ terī maṅzil …

gagan meṅ uṛne vāloṅ kā bhī gulaśhan rain-baserā hai
ghar kī or chale rāhī to dhuṇdhlī śhām saverā hai
sūraj-chāṇd-sitāre haiṅ to unkī bhī maṅzil hai
maṅzil hai to jahāṇ bhī jāe rāh terī jhilmil hai
bin maṅzil bekār hai ġhāfil ) -2 qadam bhī uṭhānā
musāfir batā de …