कहाँ से ले के आई हैं ... मेरी तक़दीर के मालिक्
कहाँ से ले के आई हैं कहाँ मजबूरियाँ मेरी
ज़ुबाँ ख़ामोश आँखें कह रही हैं दास्तां मेरी
मेरी तक़दीर के मालिक मेरा कुछ फ़ैसला कर दे
बुरा चाहे बुरा कर दे भला चाहे भला कर दे
मेरी तक़दीर के मालिक …
मुझे इतना बता दे मैं कहाँ जाऊँ किधर जाऊँ
कहीं जाने से अच्छा है तेरे क़दमों में मर जाऊँ
सहारा दे नहीं सकता तो फिर बेआसरा कर दे
मेरी तक़दीर के मालिक …
नहीं दुनिया में मेरा दूसरा कोई ठिकाना है
मुझे तो बस यहीं अपना मुक़द्दर आजमाना है
लिया है दिल तो मेरी जान भी तन से जुदा कर दे
मेरी तक़दीर के मालिक …
मुझे बरबाद करने में जो होता हो भला तेरा
बुझा दे अपने हाथों से चिराग़-ए-ज़िन्दगी मेरा
नहीं कोई गिला तुझसे अगर चाहे फ़ना कर दे
मेरी तक़दीर के मालिक …
kahāṇ se le ke āī haiṅ kahāṇ majbūriyāṇ merī
zubāṇ khāmośh āṇkheṅ kah rahī haiṅ dāstāṅ merī
merī taqdīr ke mālik merā kuchh faislā kar de
burā chāhe burā kar de bhalā chāhe bhalā kar de
merī taqdīr ke mālik …
mujhe itnā batā de maiṅ kahāṇ jāūṇ kidhar jāūṇ
kahīṅ jāne se achchhā hai tere qadmoṅ meṅ mar jāūṇ
sahārā de nahīṅ saktā to phir beāsrā kar de
merī taqdīr ke mālik …
nahīṅ duniyā meṅ merā dūsrā koī ṭhikānā hai
mujhe to bas yahīṅ apnā muqaddar ājmānā hai
liyā hai dil to merī jān bhī tan se judā kar de
merī taqdīr ke mālik …
mujhe barbād karne meṅ jo hotā ho bhalā terā
bujhā de apne hāthoṅ se chirāġh-e-zindgī merā
nahīṅ koī gilā tujhse agar chāhe fanā kar de
merī taqdīr ke mālik …