Kahaan se aaye badraa, ghultaa jaaye kajraa

कहाँ से आये बदरा, घुलता जाये कजरा
Year
Language

कहाँ से आये बदरा, घुलता जाये कजरा
पलकों के सतरंगे दीपक, बन बैठे आँसू की झालर
मोती का अनमोलक हीरा, मिट्टी में जा फिसला
कहाँ से आये बदरा ...
नींद पिया के संग सिधारी, सपनों की सूखी फुलवारी
अमृत होठों तक आते ही, जैसे विष में बदला
कहाँ से आये बदरा ...
उतरे मेघ हिया पर छाये, निर्दय झोंके अगन बढ़ाये
बरसे हैं अँखियों से सावन, रोये मन है पगला
कहाँ से आये बदरा ...

kahāṇ se āye badrā, ghultā jāye kajrā
palkoṅ ke sataraṅge dīpak, ban baiṭhe āṇsū kī jhālar
motī kā anmolak hīrā, miṭṭī meṅ jā phislā
kahāṇ se āye badrā ...
nīṅd piyā ke saṅg sidhārī, sapnoṅ kī sūkhī phulvārī
amṛt hoṭhoṅ tak āte hī, jaise viṣh meṅ badlā
kahāṇ se āye badrā ...
utre megh hiyā par chhāye, nirday jhoṅke agan baṛhāye
barse haiṅ aṇkhiyoṅ se sāvan, roye man hai paglā
kahāṇ se āye badrā ...