कहाँ जाते हो टूटा दिल हमारा देखते जाओ
कहाँ जाते हो, टूटा दिल
हमारा देखते जाओ
किए जाते हो हमको
बेसहारा देखते जाओ
करूँ तो क्या करूँ
अब मैं तुम्हारी इस निशानी को
अधूरी रह गई अपनी
तमन्ना देखते जाओ
कली खिलने भी ना पाई
बहारें रूठ कर चल दी
दिया क़िस्मत ने कैसा
हमको धोखा देखते जाओ
तमन्ना थी की दम निकले
हमारा तेरी बाहों में
हमारी ख़ाक में मिलती
तमन्ना देखते जाओ
kahāṇ jāte ho, ṭūṭā dil
hamārā dekhte jāo
kie jāte ho hamko
beshārā dekhte jāo
karūṇ to kyā karūṇ
ab maiṅ tumhārī is niśhānī ko
adhūrī rah gaī apnī
tamannā dekhte jāo
kalī khilne bhī nā pāī
bahāreṅ rūṭh kar chal dī
diyā qismat ne kaisā
hamko dhokhā dekhte jāo
tamannā thī kī dam nikle
hamārā terī bāhoṅ meṅ
hamārī khāk meṅ miltī
tamannā dekhte jāo