कहाँ हो तुम, ज़रा आवाज़ दो, हम याद करते हैं
कहाँ हो तुम, ज़रा आवाज़ दो, हम याद करते हैं
कभी भरते हैं आहें और कभी फ़रियाद करते हैं
कहाँ हो तुम …
जुदा बुलबुल है अपने फूल से और रो के कहती है
सारी दुनिया दिया वो ज़ुल्म हो सय्याद करते हैं
कहाँ हो तुम …
जहाँ हैं और अब जिस हाल में हैं, हम तुम्हारे हैं
तुम्ही आबाद हो दिल में, तुम्ही को याद करते हैं
कहाँ हो तुम …
हमारी बेबसी ये है कि हम कुछ कह नहीं सकते
वफ़ा बदनाम होती है अगर फ़रियाद करते हैं
कहाँ हो तुम …
तेरे कदमों में रहने की तमन्ना दिल में रखते हैं
जुदा दुनिया ने हमको कर दिया फ़रियाद करते हैं
कहाँ हो तुम …
kahāṇ ho tum, zarā āvāz do, ham yād karte haiṅ
kabhī bharte haiṅ āheṅ aur kabhī fariyād karte haiṅ
kahāṇ ho tum …
judā bulbul hai apne phūl se aur ro ke kahtī hai
sārī duniyā diyā vo zulm ho sayyād karte haiṅ
kahāṇ ho tum …
jahāṇ haiṅ aur ab jis hāl meṅ haiṅ, ham tumhāre haiṅ
tumhī ābād ho dil meṅ, tumhī ko yād karte haiṅ
kahāṇ ho tum …
hamārī bebsī ye hai ki ham kuchh kah nahīṅ sakte
vafā badnām hotī hai agar fariyād karte haiṅ
kahāṇ ho tum …
tere kadmoṅ meṅ rahne kī tamannā dil meṅ rakhte haiṅ
judā duniyā ne hamko kar diyā fariyād karte haiṅ
kahāṇ ho tum …