Kahaan ho kahaan mere jeevan sahaare

कहाँ हो कहाँ मेरे जीवन सहारे
Work
Year
Language

कहाँ हो कहाँ मेरे जीवन सहारे
तुम्हें दिल पुकारे, तुम्हें दिल पुकारे
बहाते हैं आँसू जुदाई में तेरी
ये अरमाँ बेचारे, ये अरमाँ बेचारे
कहाँ हो कहाँ मेरे जीवन सहारे
तुम्हें दिल पुकारे, तुम्हें दिल पुकारे

नज़र से गिरा के चले जाने वाले -2
तड़पाने वाले
( ये दिल ढूँधता है तुम्हारे इशारे
तुम्हारे इशारे, तुम्हारे इशारे ) -2

तड़पते हैं आँखों में अरमान देखो -2
ये तूफ़ान देखो
( चले आओ रोता है दिल ग़म के मारे
ये ग़म के मारे, ये ग़म के मारे ) -2

कहाँ हो कहाँ मेरे जीवन सहारे
तुम्हें दिल पुकारे, तुम्हें दिल पुकारे
कहाँ हो कहाँ

kahāṇ ho kahāṇ mere jīvan sahāre
tumheṅ dil pukāre, tumheṅ dil pukāre
bahāte haiṅ āṇsū judāī meṅ terī
ye armāṇ bechāre, ye armāṇ bechāre
kahāṇ ho kahāṇ mere jīvan sahāre
tumheṅ dil pukāre, tumheṅ dil pukāre

nazar se girā ke chale jāne vāle -2
taṛpāne vāle
( ye dil ḍhūṇdhtā hai tumhāre iśhāre
tumhāre iśhāre, tumhāre iśhāre ) -2

taṛapte haiṅ āṇkhoṅ meṅ armān dekho -2
ye tūfān dekho
( chale āo rotā hai dil ġham ke māre
ye ġham ke māre, ye ġham ke māre ) -2

kahāṇ ho kahāṇ mere jīvan sahāre
tumheṅ dil pukāre, tumheṅ dil pukāre
kahāṇ ho kahāṇ