कहाँ हैं हम ये आज ... इजाज़त हो तो हम आएँ
आ: कहाँ हैं हम ये आज मत पूछो एक झूठा दिलासा है
हमें मत इस तरह टालो हमारा प्यार प्यासा है
जवानी के अकेलेपन की घड़ियाँ हमको ना भाएँ
र: इजाज़त हो तो हम आएँ
आ: हमारी भी ये हसरत है किसी का प्यार हम पाएँ
किसी के पास हैं हम तो मगर है अब तलक़ ये दूरी
र: हुक़्म दे दो तो हम कर दें तुम्हारी ये कमी पूरी
आ: अगर तुमसा मिले कोई तो हम जन्नत को ठुकराएँ
र: इजाज़त हो तो हम आएँ …
आ: ये धड़कन क्यूँ ये तड़पन क्यूँ दर्द मीठा सा क्या है ये
र: जो अब मानो तो हम कह दें जवानी की सज़ा है ये
आ: बिना कारण ये ज़ुर्माना अजी हम क्यूँ न घबराएँ
र: इजाज़त हो तो हम आएँ …
ā: kahāṇ haiṅ ham ye āj mat pūchho ek jhūṭhā dilāsā hai
hameṅ mat is tarah ṭālo hamārā pyār pyāsā hai
javānī ke akelepan kī ghaṛiyāṇ hamko nā bhāeṇ
ra: ijāzat ho to ham āeṇ
ā: hamārī bhī ye hasrat hai kisī kā pyār ham pāeṇ
kisī ke pās haiṅ ham to magar hai ab talaq ye dūrī
ra: huqm de do to ham kar deṅ tumhārī ye kamī pūrī
ā: agar tumsā mile koī to ham jannat ko ṭhukrāeṇ
ra: ijāzat ho to ham āeṇ …
ā: ye dhaṛkan kyūṇ ye taṛpan kyūṇ dard mīṭhā sā kyā hai ye
ra: jo ab māno to ham kah deṅ javānī kī sazā hai ye
ā: binā kāraṇ ye zurmānā ajī ham kyūṇ na ghabrāeṇ
ra: ijāzat ho to ham āeṇ …