In kadmon ke neeche shaayad ye meraa dil hai

इन कदमों के नीचे शायद ये मेरा दिल है
Work
Year
Language

इन कदमों के नीचे शायद ये मेरा दिल है
देखो तो क्‌या ऐसी ही बात है
अरे रे ठहरो देखती हूँ
न जाने शीशा है के दिल है
कुछ पैरों के नीचे तो है
अरे इन कदमों के नीचे …

मज़े से जा रही थी मैं ये आ गए कहां से तुम
ये राह-ए-दिल ही ऐसी है जहां से हम वहां से तुम
अरे हसीनों को सताना फिर सता के ये मुस्कुराना
मज़ा आया हमें सच तो है
इन कदमों के नीचे …

बड़ी अजब ये मंज़िल है कहीं को मैं कहीं दिल है
सनम करें भी क्‌या हम तुम कि ये समां ही क़ातिल है
कम नहीं तू भी हसीना रुत को क्‌या इल्ज़ाम देना
हां मुझमें भी ये सब तो है
इन कदमों के नीचे …

in kadmoṅ ke nīche śhāyad ye merā dil hai
dekho to k‌yā aisī hī bāt hai
are re ṭhahro dekhtī hūṇ
na jāne śhīśhā hai ke dil hai
kuchh pairoṅ ke nīche to hai
are in kadmoṅ ke nīche …

maze se jā rahī thī maiṅ ye ā gae kahāṅ se tum
ye rāh-e-dil hī aisī hai jahāṅ se ham vahāṅ se tum
are hasīnoṅ ko satānā phir satā ke ye muskurānā
mazā āyā hameṅ sach to hai
in kadmoṅ ke nīche …

baṛī ajab ye maṅzil hai kahīṅ ko maiṅ kahīṅ dil hai
sanam kareṅ bhī k‌yā ham tum ki ye samāṅ hī qātil hai
kam nahīṅ tū bhī hasīnā rut ko k‌yā ilzām denā
hāṅ mujhmeṅ bhī ye sab to hai
in kadmoṅ ke nīche …