कच्ची है उमरिया कोरी है चुनरिया
कच्ची है उमरिया, कोरी है चुनरिया
मोहे भी रंग देता जा
मोहे भी रंग देता जा मोरे सजना
मोहे भी रंग देता जा
पग मोरी बहके अंग मोरी दहके
कभी तो सुध लेता जा
कभी तो सुध लेता जा मोरे सजना
कभी तो सुध लेता जा
अगन लगाये लगन लगाये
ये मदमाती घड़ियाँ
ये मदमाती घड़ियाँ
तन भी सम्भाला मन भी सम्भाला
सम्भले न नैनों की झड़ियाँ
सम्भले न नैनों की झड़ियाँ
गायें मोरी सखियाँ
रोये मोरी अखियाँ
कभी तो सुध लेता जा …
कह भी न पाऊँ रह भी न पाऊँ
प्रीत का दर्द छुपाके
प्रीत का दर्द छुपाके
रंग रस बरसे, जिया मोरा तरसे
तपन बुझा जा आ के
तपन बुझा जा आ के
चाहे कौन सुख है
मोहे तेरा दुख है
कभी तो सुध लेता जा …
kachchī hai umriyā, korī hai chunriyā
mohe bhī raṅg detā jā
mohe bhī raṅg detā jā more sajnā
mohe bhī raṅg detā jā
pag morī bahke aṅg morī dahke
kabhī to sudh letā jā
kabhī to sudh letā jā more sajnā
kabhī to sudh letā jā
agan lagāye lagan lagāye
ye madmātī ghaṛiyāṇ
ye madmātī ghaṛiyāṇ
tan bhī sambhālā man bhī sambhālā
sambhle na nainoṅ kī jhaṛiyāṇ
sambhle na nainoṅ kī jhaṛiyāṇ
gāyeṅ morī sakhiyāṇ
roye morī akhiyāṇ
kabhī to sudh letā jā …
kah bhī na pāūṇ rah bhī na pāūṇ
prīt kā dard chhupāke
prīt kā dard chhupāke
raṅg ras barse, jiyā morā tarse
tapan bujhā jā ā ke
tapan bujhā jā ā ke
chāhe kaun sukh hai
mohe terā dukh hai
kabhī to sudh letā jā …