कबके बिछड़े हुए हम आज कहाँ आ के मिले
कि: कबके बिछड़े हुए हम आज कहाँ आ के मिले
आ: जैसे शम्मा से कहीं लौ ये झिलमिला के मिले
कि: कबके बिछड़े …
आ: ( जैसे सावन ) -3 से कहीं प्यासी घटा आ के मिले
दो: कबके बिछड़े …
आ: बाद मुद्दत के रात महकी है
कि: दिल धड़कता है साँस बहकी है
आ: प्यार छलका है प्यासी आँखों से
सुर्ख़ होंठों पे आग दहकी है
ओ महकी हवाओं में बहकी फ़िज़ाओं में दो प्यासे दिल यूँ मिले -2
कि: ( जैसे मयकश ) -3 कोई साक़ी से डगमगा के मिले
दो: ( कबके बिछड़े ) -3 हुए …
आ: दूर शहनाई गीत गाती है
कि: दिल के तारों को छेड़ जाती है -2
आ: यूँ सपनों के फूल यहाँ खिलते हैं
यूँ दुआ दिल की रंग लाती है -2
कि: बरसों के बेगाने उल्फ़त के दीवाने अनजाने ऐसे मिले -2
आ: ( जैसे मनचाही ) -3 दुआ बरसों आजमा के मिले
कि: कबके बिछड़े …
आ: जैसे सावन …
दो: कबके बिछड़े …
ki: kabke bichhaṛe hue ham āj kahāṇ ā ke mile
ā: jaise śhammā se kahīṅ lau ye jhilmilā ke mile
ki: kabke bichhaṛe …
ā: ( jaise sāvan ) -3 se kahīṅ pyāsī ghaṭā ā ke mile
do: kabke bichhaṛe …
ā: bād muddat ke rāt mahkī hai
ki: dil dhaṛaktā hai sāṇs bahkī hai
ā: pyār chhalkā hai pyāsī āṇkhoṅ se
surkh hoṅṭhoṅ pe āg dahkī hai
o mahkī havāoṅ meṅ bahkī fizāoṅ meṅ do pyāse dil yūṇ mile -2
ki: ( jaise maykaśh ) -3 koī sāqī se ḍagamgā ke mile
do: ( kabke bichhaṛe ) -3 hue …
ā: dūr śhahnāī gīt gātī hai
ki: dil ke tāroṅ ko chheṛ jātī hai -2
ā: yūṇ sapnoṅ ke phūl yahāṇ khilte haiṅ
yūṇ duā dil kī raṅg lātī hai -2
ki: barsoṅ ke begāne ulfat ke dīvāne anjāne aise mile -2
ā: ( jaise manchāhī ) -3 duā barsoṅ ājmā ke mile
ki: kabke bichhaṛe …
ā: jaise sāvan …
do: kabke bichhaṛe …