कभी तो मिलेगी, कहीं तो मिलेगी
कभी तो मिलेगी, कहीं तो मिलेगी
बहारों की मंज़िल राही
लंबी सही दर्द की राहें, दिल की लगन से काम ले
आँखों के इस तूफान को पी जा, आहों के बादल थाम ले
दूर तो है पर दूर नहीं है, नज़ारों की मंज़िल राही
बहारों की मंज़िल राही
माना के है गहरा अंधेरा, गुम है डगर की चाँदनी
मैली ना हो, धूंधली पड़े ना, देख नज़र की चाँदनी
डाले हुये है रात की चादर, सितारों की मंज़िल राही
बहारों की मंज़िल राही
kabhī to milegī, kahīṅ to milegī
bahāroṅ kī maṅzil rāhī
laṅbī sahī dard kī rāheṅ, dil kī lagan se kām le
āṇkhoṅ ke is tūphān ko pī jā, āhoṅ ke bādal thām le
dūr to hai par dūr nahīṅ hai, nazāroṅ kī maṅzil rāhī
bahāroṅ kī maṅzil rāhī
mānā ke hai gahrā aṅdherā, gum hai ḍagar kī chāṇdnī
mailī nā ho, dhūṅdhlī paṛe nā, dekh nazar kī chāṇdnī
ḍāle huye hai rāt kī chādar, sitāroṅ kī maṅzil rāhī
bahāroṅ kī maṅzil rāhī