कभी किसी को मुकम्मल जहाँ नहीं मिलता
कभी किसी को मुकम्मल जहाँ नहीं मिलता
कहीं ज़मीन तो कहीं आसमान नहीं मिलता
जिसे भी देखिये वो अपने आप में गुम है
ज़ुबाँ मिली है मगर हमज़ुबाँ नहीं मिलता
कभी …
बुझा सका है भला कौन वक़्त के शोले
ये ऐसी आग है जिसमे धुआँ नहीं मिलता
कभी …
तेरे जहाँ में ऐसा नहीं कि प्यार न हो
जहाँ उम्मीद हो इसकी वहाँ नहीं मिलता
कभी …
kabhī kisī ko mukammal jahāṇ nahīṅ miltā
kahīṅ zamīn to kahīṅ āsmān nahīṅ miltā
jise bhī dekhiye vo apne āp meṅ gum hai
zubāṇ milī hai magar hamazubāṇ nahīṅ miltā
kabhī …
bujhā sakā hai bhalā kaun vaqt ke śhole
ye aisī āg hai jisme dhuāṇ nahīṅ miltā
kabhī …
tere jahāṇ meṅ aisā nahīṅ ki pyār na ho
jahāṇ ummīd ho iskī vahāṇ nahīṅ miltā
kabhī …