कभी आर कभी पार लागा तीर-ए-नज़र्
कभी आर कभी पार लागा तीर-ए-नज़र
सैंया घायल किया रे तू ने मेरा जिगर
कभी आर कभी पार …
पहले मिलन में ये तो दुनियाँ की रीत है
बात में गुस्सा लेकिन दिल ही दिल में प्रीत है
मन ही मन में लड्डू फूटे
नैनों से फुल्झड़ियाँ छूटे
होंठों पर तक़रार
कभी आर कभी पार …
???
देखती रह गयी मैं तो जिया तेरा हो गया
मारा ऐसा तीर नज़र का
दर्द मिला ये जीवन भर का
लूटा चैन क़रार
कभी आर कभी पार …
kabhī ār kabhī pār lāgā tīr-e-nazar
saiṅyā ghāyal kiyā re tū ne merā jigar
kabhī ār kabhī pār …
pahle milan meṅ ye to duniyāṇ kī rīt hai
bāt meṅ gussā lekin dil hī dil meṅ prīt hai
man hī man meṅ laḍḍū phūṭe
nainoṅ se phuljhaṛiyāṇ chhūṭe
hoṅṭhoṅ par taqrār
kabhī ār kabhī pār …
???
dekhtī rah gayī maiṅ to jiyā terā ho gayā
mārā aisā tīr nazar kā
dard milā ye jīvan bhar kā
lūṭā chain qarār
kabhī ār kabhī pār …