Kabhee aar, kabhee paar laagaa teer-e-najr

कभी आर, कभी पार लागा तीर-ए-नजर
Work
Year
Language

कभी आर, कभी पार, लागा तीर-ए-नज़र
सैय्या घायल किया रे, तू ने मोरा जिगर

कितना संभाला बैरी, दो नैनों में खो गया
देखती रह गयी मैं तो, जिया तेरा हो गया
दर्द मिला ये जीवन भर का, मारा ऐसा तीर नज़र का
लूटा चैन करार

पहले मिलन में ये तो दुनिया की रीत है
बात में गुस्सा लेकिन दिल ही दिल में प्रीत है
मन ही मन में लड्डू फूटे, नैनों में फुलझडीयाँ छूटे
होठों पर तकरार

मर्ज़ी तिहारी चाहे मन में बसाओ जी
प्यार से देखो चाहे, आँखों से गिराओ जी
दिल से दिल टकरा गये अब तो, चोट जिगर पर खा गये अब तो
अब तो हो गया प्यार

kabhī ār, kabhī pār, lāgā tīr-e-nazar
saiyyā ghāyal kiyā re, tū ne morā jigar

kitnā saṅbhālā bairī, do nainoṅ meṅ kho gayā
dekhtī rah gayī maiṅ to, jiyā terā ho gayā
dard milā ye jīvan bhar kā, mārā aisā tīr nazar kā
lūṭā chain karār

pahle milan meṅ ye to duniyā kī rīt hai
bāt meṅ gussā lekin dil hī dil meṅ prīt hai
man hī man meṅ laḍḍū phūṭe, nainoṅ meṅ phulajhḍīyāṇ chhūṭe
hoṭhoṅ par takrār

marzī tihārī chāhe man meṅ basāo jī
pyār se dekho chāhe, āṇkhoṅ se girāo jī
dil se dil ṭakrā gaye ab to, choṭ jigar par khā gaye ab to
ab to ho gayā pyār