कब तलक मुझको ... ऐ चाँद अब तू जा मेरा दीवाना आ गया
कब तलक मुझको रुलायेंगे रुलाने वाले
दिल ये कहता है ज़रूर आयेंगे आने वाले
ऐ चाँद अब तू जा मेरा दीवाना आ गया
थी शम्मा जिसपे गा वही परवाना आ गया
मिल जायेगी मुझे मेरी खोई हुई अदा -2
नज़रें झुका के फिर मुझे शरमाना आ गया
थी शम्मा जिसपे गा वही परवाना आ गया
वही परवाना आ गया
ऐ चाँद अब तू जा मेरा दीवाना आ गया
वो आ रहें आज मुझे ढूँढते हुये
दीवाना आ गया मेरा दीवाना आ गया
थी शम्मा जिसपे गा वही परवाना आ गया
वही परवाना आ गया
ऐ चाँद अब तू जा मेरा दीवाना आ गया -2
kab talak mujhko rulāyeṅge rulāne vāle
dil ye kahtā hai zarūr āyeṅge āne vāle
ai chāṇd ab tū jā merā dīvānā ā gayā
thī śhammā jispe gā vahī parvānā ā gayā
mil jāyegī mujhe merī khoī huī adā -2
nazreṅ jhukā ke phir mujhe śharmānā ā gayā
thī śhammā jispe gā vahī parvānā ā gayā
vahī parvānā ā gayā
ai chāṇd ab tū jā merā dīvānā ā gayā
vo ā raheṅ āj mujhe ḍhūṇḍhte huye
dīvānā ā gayā merā dīvānā ā gayā
thī śhammā jispe gā vahī parvānā ā gayā
vahī parvānā ā gayā
ai chāṇd ab tū jā merā dīvānā ā gayā -2