Kaase kahoon man kee baat

कासे कहूँ मन की बात्
Year
Language

कासे कहूँ मन की बात
हाँ कासे कहूँ मन की बात
बैरी बलमवा दुखिया कर गये सुख को ले गये साथ
कासे कहूँ मन की बात
हाँ कासे कहूँ मन की बात

हर आहट पे आँख लगाये -2

( हर आहट पे आँख लगाये
बैठी रही मैं सेज सजाये ) -2
बेदर्दी ने रैन बितायी सौतनिया के साथ

कासे कहूँ मन की बात
हाँ कासे कहूँ मन की बात

प्रीत भी झूठी मीत भी झूठे -2

( प्रीत भी झूठी मीत भी झूठे
ठेस लगी और सपने टूटे ) -2
नैनन जल में डूब के रह गई मधुर मिलन की राथ

कासे कहूँ मन की बात
हाँ कासे कहूँ मन की बात
बैरी बलमवा दुखिया कर गये सुख को ले गये साथ
कासे कहूँ मन की बात -3

kāse kahūṇ man kī bāt
hāṇ kāse kahūṇ man kī bāt
bairī balamvā dukhiyā kar gaye sukh ko le gaye sāth
kāse kahūṇ man kī bāt
hāṇ kāse kahūṇ man kī bāt

har āhaṭ pe āṇkh lagāye -2
ā
( har āhaṭ pe āṇkh lagāye
baiṭhī rahī maiṅ sej sajāye ) -2
bedardī ne rain bitāyī sautniyā ke sāth

kāse kahūṇ man kī bāt
hāṇ kāse kahūṇ man kī bāt

prīt bhī jhūṭhī mīt bhī jhūṭhe -2
ā
( prīt bhī jhūṭhī mīt bhī jhūṭhe
ṭhes lagī aur sapne ṭūṭe ) -2
nainan jal meṅ ḍūb ke rah gaī madhur milan kī rāth

kāse kahūṇ man kī bāt
hāṇ kāse kahūṇ man kī bāt
bairī balamvā dukhiyā kar gaye sukh ko le gaye sāth
kāse kahūṇ man kī bāt -3