Kaaree kaaree kaaree andhiyaaree

कारी कारी कारी अँधियारी
Work
Year
Language

कारी कारी कारी अँधियारी थी रात
एक दिन की बात
जब सजन गगन से गरज उठी सावन की घटा
घूँघट में छुपकर चपल-चपल बिजली की चट्टा
एक नार करत श्रिंगार
एक नार तिहिके तल्वार, यथी वह कटार
करके श्रिंगार चली उस पार जहाँ थे उसके किसन मुरार
छमक छम-छम जमक जम-जम छमक छम-छम्

kārī kārī kārī aṇdhiyārī thī rāt
ek din kī bāt
jab sajan gagan se garaj uṭhī sāvan kī ghaṭā
ghūṇghaṭ meṅ chhupkar chapal-chapal bijlī kī chaṭṭā
ek nār karat śhriṅgār
ek nār tihike talvār, yathī vah kaṭār
karke śhriṅgār chalī us pār jahāṇ the uske kisan murār
chhamak chham-chham jamak jam-jam chhamak chham-chham