Kaaree badreeyaan, maare lahreeyaan, moraa jiyraa udaa jaae re

कारी बदरीयाँ, मारे लहरीयाँ, मोरा जियरा उडा जाए रे
Work
Year
Language

कारी बदरियां, मारे लहरियां, मोरा जियरा उड़ा जाए रे
धीरे से चल अरी बैरी पवन मोरा गोरा बदन खुला जाए रे

भीगा भीगा मौसम ये दिन अलबेले
जिया नहीं लागे सावन में अकेले
पी की पुकार करे पापी पपीहा
मोरे दिल को बेदर्दी जलाए रे

कली कली भँवरा जो डोलन लागे
मीठी मीठी पीड़ा करजवा में जागे
मनवा को थाम यही सोचू मैं राम
कोई मोरी नगरीयां बसाए रे

पिया बिन फीकी ये सजधज मोरी
इत उत भटके जवानी निगोड़ी
चढ़ती उमर लिए जाए उधर
जहाँ रातों को निंदिया न आए रे

kārī badriyāṅ, māre lahriyāṅ, morā jiyrā uṛā jāe re
dhīre se chal arī bairī pavan morā gorā badan khulā jāe re

bhīgā bhīgā mausam ye din albele
jiyā nahīṅ lāge sāvan meṅ akele
pī kī pukār kare pāpī papīhā
more dil ko bedardī jalāe re

kalī kalī bhṇvrā jo ḍolan lāge
mīṭhī mīṭhī pīṛā karajvā meṅ jāge
manvā ko thām yahī sochū maiṅ rām
koī morī nagrīyāṅ basāe re

piyā bin phīkī ye sajadhaj morī
it ut bhaṭke javānī nigoṛī
chaṛhtī umar lie jāe udhar
jahāṇ rātoṅ ko niṅdiyā na āe re