Kaam jahaan men k‌yaa-k‌yaa hote ... din-dahaare

काम जहां में क्‌या-क्‌या होते ... दिन-दहाड़े
Work
Year
Language

कु: काम जहां में क्‌या-क्‌या होते -2
को: दिन-दहाड़े 3
कु: खेल तमाशे क्‌या क्‌या होते -4
को: आ आ आ
दिन-दहाड़े 3

कु: कैसा नाज़ुक दौर है देखो -2
पहरेदार भी चोर है देखो -2
उजले उजले भेष में बन्दे
घूँघट खोलो तो ये नंगे
हुस्न यहाँ पर लुटते रहते -3
को: आ आ आ
दिन-दहाड़े 3

कु: ऊँचे ऊँचे महलों वाले -2
कितने नीचे गिरते जाएं
बागडोर है हाथ में इनके
जिसको चाहे उसे नचाएं
चीख किसी की सुनी न जाए -3
को: आ आ आ
दिन-दहाड़े 3

कु: कुल धरती शमशान बनी है -2
ज़ुल्मों का तूफ़ान बनी है
गांधी तिलक जवाहर भगत सिंह
कब तक ये सब कटते रहेंगे
ईसा सूली चढ़ाए जाते -3
को: आ आ आ
दिन-दहाड़े 3

कु: तू चुप क्‌यों है ऊपर वाले
अरे तू क्‌यों चुप है ऊपर वाले
अब ये दुनिया कौन सम्भाले
एक पल तू धरती पे आ जा
चक्‌र सुदर्शन यहाँ चला जा
बर्बादी के सावन देखे -3
को: आ आ आ
दिन-दहाड़े 3
काम जहां में …

ku: kām jahāṅ meṅ k‌yā-k‌yā hote -2
ko: din-dahāṛe 3
ku: khel tamāśhe k‌yā k‌yā hote -4
ko: ā ā ā
din-dahāṛe 3

ku: kaisā nāzuk daur hai dekho -2
pahredār bhī chor hai dekho -2
ujle ujle bheṣh meṅ bande
ghūṇghaṭ kholo to ye naṅge
husn yahāṇ par luṭte rahte -3
ko: ā ā ā
din-dahāṛe 3

ku: ūṇche ūṇche mahloṅ vāle -2
kitne nīche girte jāeṅ
bāgḍor hai hāth meṅ inke
jisko chāhe use nachāeṅ
chīkh kisī kī sunī na jāe -3
ko: ā ā ā
din-dahāṛe 3

ku: kul dhartī śhamśhān banī hai -2
zulmoṅ kā tūfān banī hai
gāṅdhī tilak javāhar bhagat siṅh
kab tak ye sab kaṭte raheṅge
īsā sūlī chaṛhāe jāte -3
ko: ā ā ā
din-dahāṛe 3

ku: tū chup k‌yoṅ hai ūpar vāle
are tū k‌yoṅ chup hai ūpar vāle
ab ye duniyā kaun sambhāle
ek pal tū dhartī pe ā jā
chak‌ra sudarśhan yahāṇ chalā jā
barbādī ke sāvan dekhe -3
ko: ā ā ā
din-dahāṛe 3
kām jahāṅ meṅ …