Kaale-kaale aaye badarvaa aavo sajan more aavo

काले-काले आये बदरवा आवो सजन मोरे आवो
Work
Year
Language

सु: काले-काले आये बदरवा
आवो सजन मोरे आवो
को: काले-काले आये बदरवा
आवो सजन मोरे आवो

सु: जब सावन की रुत आये सजनवा
जिया पे लागे मोरे ठेस
ऐसे में तुम मोरे सजनवा
काहे गये परदेस
को: जब सावन की रुत आये सजनवा
जिया पे लागे मोरे ठेस
ऐसे में तुम मोरे सजनवा
काहे गये परदेस

हो काले-काले आये बदरवा
आवो सजन मोरे आवो
काले-काले आये बदरवा
आवो सजन मोरे आवो

सु: जब पनघट पे सखियन के संग मैं
पनिया भरन को जाऊँ
छलक पड़े नयनन की गगरी
रो-रो नीर बहाऊँ
को: जब पनघट पे सखियन के संग मैं
पनिया भरन को जाऊँ
छलक पड़े नयनन की गगरी
रो-रो नीर बहाऊँ
हो काले-काले आये बदरवा
आवो सजन मोरे आवो
काले-काले आये बदरवा
आवो सजन मोरे आवो

सु: अरे हरे-हरे ये खेत सजनवा
कटे तो फिर उगि आये
गयी जवानी बीत तो सजना
नहीं लौट के आये
को: अरे हरे-हरे ये खेत सजनवा
कटे तो फिर उगि आये
गयी जवानी बीत तो सजना
नहीं लौट के आये

हो काले-काले आये बदरवा
आवो सजन मोरे आवो
( काले-काले आये बदरवा
आवो सजन मोरे आवो ) -3

su: kāle-kāle āye badarvā
āvo sajan more āvo
ko: kāle-kāle āye badarvā
āvo sajan more āvo

su: jab sāvan kī rut āye sajanvā
jiyā pe lāge more ṭhes
aise meṅ tum more sajanvā
kāhe gaye pardes
ko: jab sāvan kī rut āye sajanvā
jiyā pe lāge more ṭhes
aise meṅ tum more sajanvā
kāhe gaye pardes

ho kāle-kāle āye badarvā
āvo sajan more āvo
kāle-kāle āye badarvā
āvo sajan more āvo

su: jab panghaṭ pe sakhiyan ke saṅg maiṅ
paniyā bharan ko jāūṇ
chhalak paṛe naynan kī gagrī
ro-ro nīr bahāūṇ
ko: jab panghaṭ pe sakhiyan ke saṅg maiṅ
paniyā bharan ko jāūṇ
chhalak paṛe naynan kī gagrī
ro-ro nīr bahāūṇ
ho kāle-kāle āye badarvā
āvo sajan more āvo
kāle-kāle āye badarvā
āvo sajan more āvo

su: are hare-hare ye khet sajanvā
kaṭe to phir ugi āye
gayī javānī bīt to sajnā
nahīṅ lauṭ ke āye
ko: are hare-hare ye khet sajanvā
kaṭe to phir ugi āye
gayī javānī bīt to sajnā
nahīṅ lauṭ ke āye

ho kāle-kāle āye badarvā
āvo sajan more āvo
( kāle-kāle āye badarvā
āvo sajan more āvo ) -3