काला कौआ देखता है देखने दो ... प्यार हम करेंगे तुम पर ही मरेंगे
ऐ काला कौआ देखता है देखने दो
सब जान जाएगा जानने दो
प्यार हम करेंगे तुम पर ही मरेंगे
छूकर ज़रा देखूं
मुझे पास आने दो आने दो
काला कौवा देखता है …
चलो गोरी चलें वहां हरे भरे खेत जहां
चोरी चोरी वहां बैठें चलो न चलो न चलो न
तेरी मेरी बात चले दुनिया ये सारी बहुत जले
जो हुआ गली गली सुनो न सुनो न सुनो न सुनो न
तुझपे है हक़ मेरा क्या है अरमान मेरा
मैं मांगूं बस हाथ तेरा
ओय ओय ओय
मिलने में अब क्या देरी बिन मांगे मैं हूँ तेरी
मुझको मिला साथ तेरा
प्यार हम करेंगे …
काला कौआ बोलता है बोलने दो
राज़ अपने खोलता है खोलने दो
काला कौआ देखता है …
प्यार के हैं worry worry रब की है जादूगरी
हूर हो या कोई परी कहो न कहो न कहो न
मेरा ऐतबार करो और भी करार करो
और मुझे प्यार करो रुको न रुको न रुको न
प्रेमी यूं प्यार करेंगे कौवे चिल्लाते रहेंगे
ले के तुझे उड़ जाएंगे हम दोनों प्रेमी बन के
सबके छुड़ाकर छक्के तेरा हम आंचल करेंगे
प्यार हम करेंगे …
ai kālā kauā dekhtā hai dekhne do
sab jān jāegā jānne do
pyār ham kareṅge tum par hī mareṅge
chhūkar zarā dekhūṅ
mujhe pās āne do āne do
kālā kauvā dekhtā hai …
chalo gorī chaleṅ vahāṅ hare bhare khet jahāṅ
chorī chorī vahāṅ baiṭheṅ chalo na chalo na chalo na
terī merī bāt chale duniyā ye sārī bahut jale
jo huā galī galī suno na suno na suno na suno na
tujhpe hai haq merā kyā hai armān merā
maiṅ māṅgūṅ bas hāth terā
oy oy oy
milne meṅ ab kyā derī bin māṅge maiṅ hūṇ terī
mujhko milā sāth terā
pyār ham kareṅge …
kālā kauā boltā hai bolne do
rāz apne kholtā hai kholne do
kālā kauā dekhtā hai …
pyār ke haiṅ worry worry rab kī hai jādūgrī
hūr ho yā koī parī kaho na kaho na kaho na
merā aitbār karo aur bhī karār karo
aur mujhe pyār karo ruko na ruko na ruko na
premī yūṅ pyār kareṅge kauve chillāte raheṅge
le ke tujhe uṛ jāeṅge ham donoṅ premī ban ke
sabke chhuṛākar chhakke terā ham āṅchal kareṅge
pyār ham kareṅge …