Kaahe nainon men nainaa daale re ho pardesiyaa

काहे नैनों में नैना डाले रे हो परदेसिया
Work
Year
Language

काहे नैनों में नैना डाले रे -2
हो परदेसिया -2
नैनों में नैना डाले रे
काहे नैनों में नैना डाले रे -2
काहे नैनों में

नज़र नज़र से मिली और दिल निढाल हुआ
क़ुसूर किसका मरा कोई ये क़माल हुआ
तुम्हारे चाहने वालों का ख़ूब हाल हुआ
के जीना एक तरफ़ मरना भी मुहाल हुआ

हो परदेसिया -2
नैनों में नैना डाले रे
काहे नैनों में
काहे नैनों में नैना डाले रे -2
काहे नैनों में

अदा के तीर का हो कर शिकार बैठे हैं
जिगर को थामे हुये बेक़रार बैठे हैं
निगाह-ए-लुत्फ़ के उम्मीदवार बैठे हैं
तुम्हारे सामने बेइख़्थियार बैठे हैं

हो परदेसिया -2
नैनों में नैना डाले रे
काहे नैनों में
काहे नैनों में नैना डाले रे -2
काहे नैनों में

जो दिल में बसे हो तो प्यार बन के रहो
सदाबहार चमन की बहार बन के रहो
हमरे पहलू में चैन-ओ-क़रार बन के रहो
निगाहें मिलने की इक यादगार बन के रहो

हो परदेसिया -2
नैनों में नैना डाले रे
काहे नैनों में
काहे नैनों में नैना डाले रे -2
हो परदेसिया -2
नैनों में नैना डाले रे
काहे नैनों में

kāhe nainoṅ meṅ nainā ḍāle re -2
ho pardesiyā -2
nainoṅ meṅ nainā ḍāle re
kāhe nainoṅ meṅ nainā ḍāle re -2
kāhe nainoṅ meṅ

nazar nazar se milī aur dil niḍhāl huā
qusūr kiskā marā koī ye qamāl huā
tumhāre chāhne vāloṅ kā khūb hāl huā
ke jīnā ek taraf marnā bhī muhāl huā

ho pardesiyā -2
nainoṅ meṅ nainā ḍāle re
kāhe nainoṅ meṅ
kāhe nainoṅ meṅ nainā ḍāle re -2
kāhe nainoṅ meṅ

adā ke tīr kā ho kar śhikār baiṭhe haiṅ
jigar ko thāme huye beqrār baiṭhe haiṅ
nigāh-e-lutf ke ummīdvār baiṭhe haiṅ
tumhāre sāmne beikhthiyār baiṭhe haiṅ

ho pardesiyā -2
nainoṅ meṅ nainā ḍāle re
kāhe nainoṅ meṅ
kāhe nainoṅ meṅ nainā ḍāle re -2
kāhe nainoṅ meṅ

jo dil meṅ base ho to pyār ban ke raho
sadābhār chaman kī bahār ban ke raho
hamre pahlū meṅ chain-o-qarār ban ke raho
nigāheṅ milne kī ik yādgār ban ke raho

ho pardesiyā -2
nainoṅ meṅ nainā ḍāle re
kāhe nainoṅ meṅ
kāhe nainoṅ meṅ nainā ḍāle re -2
ho pardesiyā -2
nainoṅ meṅ nainā ḍāle re
kāhe nainoṅ meṅ