Kaahe jiyaa dole ho kahaa naheen jaaye

काहे जिया डोले हो कहा नहीं जाये
Work
Year
Language

काहे जिया डोले हो कहा नहीं जाये
कहा नहीं जाये हो कहा नहीं जाये
काहे जिया डोले हो कहा नहीं जाये

जमुना के पार मोरे
पी की नगरिया -2
कैसे बिताउँ हाय
बाली उमरिया -2
हूंक उठे मन में तो रहा नहीं जाये
कहा नहीं जाये हो रहा नहीं जाये
हूंक उठे मन में तो रहा नहीं जाये

जीवन को भाये मोरे
बचपन का संग ना -2
पी-पी पपीहा बोले
जब मोरे अंगना -2
बोल मोसे बैरी का सहा नहीं जाये
सहा नहीं जाये हो सहा नहीं जाये
बोल मोसे बैरी का सहा नहीं जाये

सागर में डोल रही
हिरदय की नइया -2
दिल झूम-झूम कहे
आ जा खिवइया -2
ऊँची-ऊँची लहरों में बहा नहीं जाये
बहा नहीं जाये हो बहा नहीं जाये
ऊँची-ऊँची लहरों में बहा नहीं जाये

kāhe jiyā ḍole ho kahā nahīṅ jāye
kahā nahīṅ jāye ho kahā nahīṅ jāye
kāhe jiyā ḍole ho kahā nahīṅ jāye

jamunā ke pār more
pī kī nagriyā -2
kaise bitāuṇ hāy
bālī umriyā -2
hūṅk uṭhe man meṅ to rahā nahīṅ jāye
kahā nahīṅ jāye ho rahā nahīṅ jāye
hūṅk uṭhe man meṅ to rahā nahīṅ jāye

jīvan ko bhāye more
bachapan kā saṅg nā -2
pī-pī papīhā bole
jab more aṅgnā -2
bol mose bairī kā sahā nahīṅ jāye
sahā nahīṅ jāye ho sahā nahīṅ jāye
bol mose bairī kā sahā nahīṅ jāye

sāgar meṅ ḍol rahī
hirday kī naiyā -2
dil jhūm-jhūm kahe
ā jā khivaiyā -2
ūṇchī-ūṇchī lahroṅ meṅ bahā nahīṅ jāye
bahā nahīṅ jāye ho bahā nahīṅ jāye
ūṇchī-ūṇchī lahroṅ meṅ bahā nahīṅ jāye