काहे जादू किया मुझको इतना बता
काहे जादू किया मुझको इतना बता जादूगर बालमा
मुझको अपनी ख़बर है ना दिल का पता जादूगर बालमा
क्यों नज़र से न अब तक नज़र मिल सकी
दिल के परदे ही परदे में बिजली गिरी
फिर वही घुन सुना फिर वही गीत गा
ऐसा नग़मा था सुनने से दिल खिंच गया
तुझको तड़पाने भाले हो तेरा भला
जादूगर बालमा …
kāhe jādū kiyā mujhko itnā batā jādūgar bālmā
mujhko apnī khabar hai nā dil kā patā jādūgar bālmā
kyoṅ nazar se na ab tak nazar mil sakī
dil ke parde hī parde meṅ bijlī girī
phir vahī ghun sunā phir vahī gīt gā
aisā naġhmā thā sunne se dil khiṅch gayā
tujhko taṛpāne bhāle ho terā bhalā
jādūgar bālmā …