Kaagaz kee thee vo naav

कागज़ की थी वो नाव्
Work
Year
Language

कागज़ की थी वो नाव
कागज़ की थी वो नाव हम जिसमें जा रहे थे
वो रेत के जहाँ पर हम घर बना रहे थे -2

झूठी तसल्लियों में
हाय
झूठी तसल्लियों में हम दिन गुज़ारते थे -2
गाना था वो किसी को हम गुनगुना रहे थे -2
कागज़ की थी वो नाव हम जिसमें जा रहे थे

उल्फ़त का राग उसने छेड़ा तो मैं ये समझी -2
बिगड़ी बना रहे हैं कल वो बना नहीं थे -2
कागज़ की थी वो नाव हम जिसमें जा रहे थे

kāgaz kī thī vo nāv
kāgaz kī thī vo nāv ham jismeṅ jā rahe the
vo ret ke jahāṇ par ham ghar banā rahe the -2

jhūṭhī tasalliyoṅ meṅ
hāy
jhūṭhī tasalliyoṅ meṅ ham din guzārte the -2
gānā thā vo kisī ko ham gungunā rahe the -2
kāgaz kī thī vo nāv ham jismeṅ jā rahe the

ulfat kā rāg usne chheṛā to maiṅ ye samjhī -2
bigaṛī banā rahe haiṅ kal vo banā nahīṅ the -2
kāgaz kī thī vo nāv ham jismeṅ jā rahe the