कागज़ की मेरी नाव और दूर किनारा है
सु: कागज़ की मेरी नाव
कागज़ की मेरी नाव और दूर किनारा है -2
मु: इस डोलती नइया का -2
अब कौन सहारा है
सु: कागज़ की मेरी नाव और दूर किनारा है
कागज़ की मेरी नाव
सु: आँसू भी छलकते हैं और ग़म की घटायें हैं -2
आवो मेरी आँखों में -2
सावन का नज़ारा है
मु: इस डोलती नइया का -2
अब कौन सहारा है
सु: कागज़ की मेरी नाव और दूर किनारा है
कागज़ की मेरी नाव
मु: हमने तेरी आँखों में एक दुनिया बसाई थी -2
जब तुम ही फिरे हमसे फिर कौन हमारा है
इस डोलती नइया का अब कौन सहारा है
सु: कागज़ की मेरी नाव और दूर किनारा है
कागज़ की मेरी नाव्
su: kāgaz kī merī nāv
kāgaz kī merī nāv aur dūr kinārā hai -2
mu: is ḍoltī naiyā kā -2
ab kaun sahārā hai
su: kāgaz kī merī nāv aur dūr kinārā hai
kāgaz kī merī nāv
su: āṇsū bhī chhalakte haiṅ aur ġham kī ghaṭāyeṅ haiṅ -2
āvo merī āṇkhoṅ meṅ -2
sāvan kā nazārā hai
mu: is ḍoltī naiyā kā -2
ab kaun sahārā hai
su: kāgaz kī merī nāv aur dūr kinārā hai
kāgaz kī merī nāv
mu: hamne terī āṇkhoṅ meṅ ek duniyā basāī thī -2
jab tum hī phire hamse phir kaun hamārā hai
is ḍoltī naiyā kā ab kaun sahārā hai
su: kāgaz kī merī nāv aur dūr kinārā hai
kāgaz kī merī nāv