Joothe nainaa bole saanchee batiyaan

जूठे नैना बोले साँची बतियां
Work
Year
Language

स: निके घूँघरिया ठुमकत चाल चलत

आ: जूठे नैना बोले सांची बतियां (2)
नित चमकावे चाँद काली रतियां
जूठे नैना बोले सांची बतियां (2)

जानू जानू झूठे माही की जात (3)
किन सौतन संग तुम काटी रात
अब लिपटी लिपटी
अब लिपटी लिपटी बनाओ न बतियां
झूठे नैना बोले सांची बतियां (2)

बोलो बोलो कैसी भायी सांवरी (3)
जिस को दे दे नी मोरी मुन्दरी
अब भीनी भीनी
अब भीनी भीनी बनाओ ना बतियां
जूठे नैना बोले सांची बतियां (2)
नित चमकावे चाँद काली रतियां
जूठे नैना बोले सांची बतियां

sa: nike ghūṇghriyā ṭhumkat chāl chalat

ā: jūṭhe nainā bole sāṅchī batiyāṅ (2)
nit chamkāve chāṇd kālī ratiyāṅ
jūṭhe nainā bole sāṅchī batiyāṅ (2)

jānū jānū jhūṭhe māhī kī jāt (3)
kin sautan saṅg tum kāṭī rāt
ab lipṭī lipṭī
ab lipṭī lipṭī banāo na batiyāṅ
jhūṭhe nainā bole sāṅchī batiyāṅ (2)

bolo bolo kaisī bhāyī sāṅvrī (3)
jis ko de de nī morī mundrī
ab bhīnī bhīnī
ab bhīnī bhīnī banāo nā batiyāṅ
jūṭhe nainā bole sāṅchī batiyāṅ (2)
nit chamkāve chāṇd kālī ratiyāṅ
jūṭhe nainā bole sāṅchī batiyāṅ