Jogee o jogee pyaar men k‌yaa hogaa

जोगी ओ जोगी प्यार में क्‌या होगा
Year
Language

ल: जोगी ओ जोगी प्यार में क्‌या होगा -2
कि: हर दिन सुहाना होगा हर रात सुहानी होगी
ल: जोगी ओ जोगी …

कि: बन जाएँगी रातें फिर सपनों की बारातें
गुज़रेगा अब जीवन बस करते प्रेम की बातें
हमसे करो तुम ये वादा वादा तो ना तोड़ दोगी
ल: जोगी ओ जोगी …

चंदा-तारे सोये ये मस्त नज़ारे सोये
रात का जादू छाया हम तुम बिन सारे सोये
कि: कैसे हमें नींद आये हम दोनों हैं दिल के रोगी
ल: जोगी ओ जोगी …

फूलों की पायल हो और तारों का झूमर हो
प्रेम-नगर में सैंया ऐ काश हमारा घर हो
कि: घर की ज़रूरत नहीं है तुम मेरे दिल में रहोगी
ल: जोगी ओ जोगी …

la: jogī o jogī pyār meṅ k‌yā hogā -2
ki: har din suhānā hogā har rāt suhānī hogī
la: jogī o jogī …

ki: ban jāeṇgī rāteṅ phir sapnoṅ kī bārāteṅ
guzregā ab jīvan bas karte prem kī bāteṅ
hamse karo tum ye vādā vādā to nā toṛ dogī
la: jogī o jogī …

chaṅdā-tāre soye ye mast nazāre soye
rāt kā jādū chhāyā ham tum bin sāre soye
ki: kaise hameṅ nīṅd āye ham donoṅ haiṅ dil ke rogī
la: jogī o jogī …

phūloṅ kī pāyal ho aur tāroṅ kā jhūmar ho
prem-nagar meṅ saiṅyā ai kāśh hamārā ghar ho
ki: ghar kī zarūrat nahīṅ hai tum mere dil meṅ rahogī
la: jogī o jogī …